Tere Mere lyrics is written by Rashmi Virag,music by Amaal Mallik and sung by Armaan Malik from the movie “Chef”. “Chef” is directed by Raja Krishna Menon,Produced By Bhushan Kumar, Krishan Kumar, Vikram Malhotra, Janani Ravichandran & Raja Krishna Menon.Movie staring Saif Ali Khan, Svar Kamble, Padmapriya and Chandan Roy Sanyal.
Tere Mere Lyrics
HOoo…
Tere mere darmiyaan hain, baatein ankahi
Tu wahaan hai main yahaan kyun
Saath hum nahin
Tere mere darmiyaan hain, baatein ankahi
Tu wahaan hai main yahaan kyun
Saath hum nahin
Faisley jo kiye,
Faasley hi mile
Raahein judaa kyun ho gayi
Na tu galat, na main sahi
Le ja mujhe saath tere
Mujhko na rehna saath mere,
Le ja mujhe saath tere
Mujhko na rehna saath mere..
Le ja mujhe…
Le ja mujhe…
Thodi si dooriyan hain
Thodi majbooriyan hain
Lekin hai jaanta mera dil
Ho, ho…
Ik din toh aayega
Jab tu laut aayega
Tab phir muskuraayega mera dil
Sochta hoon yahin
Baithe,baithe yunhi
Raahein juda kyun ho gayi
Na tu galat, na main sahi
Le ja mujhe saath tere
Mujhko na rehna saath mere
Le ja mujhe saath tere
Mujhko na rehna saath mere
Le ja mujhe…
Le ja mujhe…
Yaadon se lad raha hoon
Khud se jhaghad raha hoon
Aankhon mein neend hi nahi hai
Ho,ho..
Tujhse juda hue toh
Lagta aisa hai mujhko
Duniya meri bikhar gayi hai
Dono ka tha safar
Manzilon pe aakar
Raahen judaa kyun ho gayi
Na tu galat, na main sahi
Le ja mujhe saath tere
Mujhko na rehna saath mere
Le ja mujhe saath tere
Mujhko na rehna saath mere
Le ja mujhe…
Le ja mujhe…
Sun mere Khuda bas itni si meri duaa
Lauta de humsafar mera
Jaayega kuch nahi tera
Tere hi dar pe hoon khada
Jaaun toh jaaun main kahan
Taqdeer ko badal meri
Mujhpe hoga karam teraa…
Thanks For Reading !!